Guess Paper Journalism Paper A PU Lahore 2013
Q1: Khabar ki tareef kijiye. Aap ko khabar ki kon si tareef sub se zayada pasand hai aur kyoun. Khabar ke lawazmaat tehreer karain/ Naiz khabri iqdar ki bhi wazahat karain.
Q2: Matbua sahafat ki ahmiyat aur zimadarian bayan karain.
Q3: Iblagh se kya murad hai? Iblagh kyoun aur kese ahem hai? Iblagh ke mukhtalif andaz aur zara bayan karain.
Q4: Adariye ki tareef aur us ki maqasid-o-ahmiyat bayan karain?
Q5: Karen Ke Khutoot ki ahmiyat aur afadiyat bayan karain?
Q6: Kalam ki tareef karain. Kalam ki iqsam aur maqasad bayan karain.
Q7: Feature ki tareef karain. Naiz us ki mukhtalif iqsaam aur ahmiyat bayan karain.
Q8: Radio ki irtaqa ke mutaliq aap kya jantay hain. Naiz radio Pakistan ke programmes par behas karain.
Q9: Radio ka samaji aur iqtisadi taraqi main kardar bayan karain. Naiz Pakistan main Radiae sahafat ke asraat bayan karain.
Q10: Television moser tareen zariya iblagh hai. Kya aap is se itfaq kartay hain?
Q11: Iblagh ke chand zara bayan karain, ya mandraja zail par note likhain.

- Film
- Propaganda aur Publicity
- Kutab (Books)
- Istiharaat (Advertisements)
- Jalsa Haye Aam
- Pamphlets
- Posters
b.a journalism book
Guess Paper Journalism Paper B For Punjab University Lahore 2013
2014 B.A Ke final annual aur supplementary guess papers bhi yahan par hi update kiye jayain gey
1: Sir Syed Ahmed Khan ki sahafati khidmaat bayan karain.
2: Maulana Muhammad Ali Johar ki sahafati khidmaat par tafseeli note likhain.
3: Baresagheer main tabaat aur khabar naweesi ke irtaqa par behas karain.
4: 1857 ki jung-e-azadi main sahafat ka kardar bayan karain.
5: Qayam-e-Pakistan main Muslim journalism (sahafat) ka kardar bohat ahmiyat ka hamil raha hai behas karain.
6: Pakistan main roznama sahafat ke masayel par tafseel behas karain.
7: Taqseem Pakistan ke baad sahafat aur us ki taraqi par note tehreer karain.
8: Mandrajja Zail main se kisi aik roznamay par note likhain.
- Rozama Jang
- Pakistan Times
- Dawn
- Roznama Pakistan
- Roznama Khabar
- The News
- The Nation
Majlati sahafat ka mafhoom, tareef aur iqsaam bayan karain.
9: Mandraja zail haft roza par note tehreer karain.
- Zindagi
- Ikhtiyar e jahan
- Ikhtyar Khawateen
- Family Magazine
- Mag
10: Pakistan main sahafat par kon kon se sarkari aur ghair sarkari dabao hain? Naiz sahafat ke masayel aur mushkilat par mufasal note likhain.
11: Aik achay reporter ke ausaf aur faraiz tehreer karain.
No comments:
Post a Comment