Saudi Arabia History In Urdu Saudi Arabia Visa Information In Urdu

  Admin      
Saudi Arabia ki mumlikat jazeera numaye Arab ke alaqay par mushtamil hai. Is ke maghrib mein behra qalzim aur mashriq mein khaleej Arab waqaya hain. Riaz city is ka sub se bara shehar aur darul hukumat hai. Saudi Arab ka kul raqba 2,194,690 muraba km hai. Aur abadi 25.195.720 afrad par mushtamil hai.

Tareekhi Pasmanzar Historical Background Of Saudi Arabia KSA: Ye mubarak mulk woh khush kismat mulk hai jisay Islam ka gehwara hone ka sharf hasil hai. Muslims ki 2 holy places Makkah Muazzama aur Madina Munawara isi mumlikat mein waqata hain. Zamana mazi mein aksar hamla awar taqaton ne jazeera arab ko fatah karne ki beshumar koshishain kien lekin kamyabi hasil na ho saki.
logoblog

No comments:

Post a Comment