Gastritis Symtoms Urdu Treatment Gastritis Ka ilaj Gastritis Meaning Hindi Urdu

  Admin      
Gastritis Symptoms In Urdu: Isay urdu mein ورم معدہ  kehtay hain Is takleef main liver ki mucous membrane zada kharab hojatay hain liver surkh hojata hai ahista ahista saray liver pay takleef hojati hai yeh liver ki ek behmari nahi hai liver ki ek takleef hai ek andazay ke mutabik is takleef se 2.25 shaks har saal martay hain.

causes liver ke takleed ek helicobacter pylori se hoti hai kharab khana masalay daar salan wagara wagara se problem hoti hai or ghanda pani peenay se b liver ki takleef hoti hai waja start main liver main dard hoti hai pyass laghti hai liver main khana or pani wagara nahi rokta is halat main fever b ho jata hai balgam main blood ata hai  koi b ghanda khana liver ko damage karta hai kabhi kabhi ghanda ghosht khanay se b yeh takleef hoti hai liver main zakham hojatay hain sahi wakat pay treatment na kiya jaye to halat kharab b hosakti hai

Gastritis Treatment In Urdu
is takleef main insan ko jetna ho pani diya jaye lemon ka ras pani main mila kar pee saktay hain zada behmari ke haal main kisi achay doctor ke pass jaya jaye
gastritis ka para is ki alamat se b hosakta hai lakin phir b mareez ko pait ka x ray kiya jaye blood ka test kiya j aye ultra sound se saab maloom hojata hai mareez ko halki diet di jaye achi diet istemal ki jaye masalay daar khanay se mumkin haad taak door raha jaye rozana 6 se 8 glass pani liya jaye fresh sabziyaan or fruit istemal karain exercise daily karain jis se apka jisam sahi rahayga.
logoblog

No comments:

Post a Comment