Ear Infection In Urdu Information Kaan Dard Ka iLaj In Hindi Ear Diseases Band Kaan Kholna

  Admin      
Insan ke ear 3 part main hotay hain ek ear ka bahar ka hisa or dusra darmiyani ear or third andar ka ear ear ka woh hisa jo andar ear hai andar ke ear se ek surakh andar ki taraf jatay huway ear ko ek ear drum se milata hai airdrum ka peechay wahla hisa darmiyani ear hota hai in ki zaroori branches yeh hain otitis media or otitis externa shamil hain.
Otitis Media: Otitis media ka taluk ear ke darmiyani hisay ke infection se hota hai is halaat main ear ke darmiyani hisay main ek dum se infection hojati hai is ki waja main jiasay zada fever or kamzoori seenay main problems ajana or maide ki problem wagara wagara
Otitis Externa: Jaisay ke is infection ke name se yeh ear ke andar wahlay hisay main honay wahlay infection se hai zada is ki waja ear main pani ka chalay jana hota hai is ki waja yeh hain
ear ke andar dard hona ear ke parday ke hilnay se dard hona zada  or voice zada or kaam aye halka fever wagara dono tarhen ke infection ke alamaat ki waja ap ke liyaw zaroori hai ke ap jaldi jaldi doctor ke pass jayen kyun k infection ke zayada honay se ap sunnay ki problem main ajatay hain kuch nahi voice ati apko agar apkay ear ka problem zada nahi hai to phir ap ko doctor ke  pass jana zaroori nahi ghar bethay tips ap ko ear ke dard se rahat miljaygi is tips se lakin ap in tips ko dua ke jaga kabhi na istemal karain or jetni jaldi hosakay kisi achay doctor ke pass jakay apnay ear ka treatment karwa lain.
  • Ears Tips: Agar ap ke ear main dard ho rahi hai to ear main adrak ke ras ke kuch katray dal lain.
  • Blow dryer ka istemal ear main 10 se 12 inch karain kyun k agar ear main pani chala ghaya ho to khushk ho jaye.
  • Chamach ko gharam kar ke is main zaitoon ka oil dal lain or 2 ya 3 drops ear main dal dain is se ear ki dard door ho jayegi. 
  • Vitamin 3 or zinc ki makdaar ko apnay khanay main shamil karain vitamin C ki diet ap ke jisam main infection se larnay ki takaat rakhti hain. 
  • Infection wahlay ear ko hath se baar baar mat hath lagaya karain is se infection zada hosakti hai. 
  • Bachoon ko infection jaab b ho Aspirin diya karain.
  1. Warning: Ahtiyaat ilaj se behtaar hai agar ap apnay ap ko or apnay bachoon ko infection se save karna chahtay hain to kuch batoon ka khayal rakhain. 
  2. Apnay hand  or bachoon ki meal ko achi tarhen se dholain k meal se play kartay time diseases se save ho sakain.
  3. Antibiotics ka istemal zada na karai.
  4. Bachoon ko pani ke kareeb janay se save karain takay pani in ke ear main na jaye.
In tamam batoon ke baad b kisi problem ho jaye to doctor ke pass zaroor jayen.
logoblog

No comments:

Post a Comment