How To Make Alu Bhara Paratha Recipe

  Admin      

Ingredients: 
Atta 1/2 cup
Alu 1 large
Maidah 1 cup
Ghee 3 table spoon
Laal Mirch aur namak hasb-e-taikah
Hari Mirchain 6 adad
Adrak aur Pyaz 1 tsp
Hara Dhanya adhi gaddhi
Pissa howa garam masala 1 tsb
Safaid zeera 1tsb
Pissa howa dhanya 1 tsb



Alu Bhara Paratha Babanay Ke Liye Tareeqa Method:
 Attay aur maiday ko achi tarah gondh lain aur in main thora namak mila dain. Alu ubaal kar cheel kar bareek pees kar in main masala pees kar milayain. Phir adrak, hari mirchain aur hara dhanya bhi shamil kar dain. Attay ke pairay katain. Aik pairay par alu ke bhrtay ki teh bicha kar us par dusra paira bhila dain. Aur dono ke kinaray jor dain. Is dohray pairay ko phila kar roti bana kar taway par dalain aur dono taraf oil laga kar pukhta karain. Aanch halki honi chahiye aur ab aisa karain taway us utar kar garam garam khayain. ye urdu recipe tayar hai.
logoblog

No comments:

Post a Comment