Skin Care Tips: Jild hamaray jisam ka
ek zaroori hisa hai jis ki hafazat or tandrusti bohat zaroori hai kuch logon ki
jild bohat mutasir hoti hai sard or khushk mousam main jild paar honay wahla
asar martab hota hai or insani jild khushk or kharab hojatey hai in tamam jildi
problems ka haal yeh hai jin ki madad se ap behtaar toor paar khushk jild se
najaat hasil kar saktay hain. jild ki khushki
roughness door karnay ke liyaw hameshan khudrati cheezon ka istemal
mafeed sabit hota hai is liyaw zayada se zayada khudrati diet har jild ki
khushki ko door kiya jaye khushk jild mard urtain ko mumkin haad taak gharmi se
door karna chahiyaw suraj se door rahna chahiyaw kyun ke suraj ke asaar se jild
khushk or sakht ho jatey hai or kabhi kabhi is ka colour b kharab hojata hai
zada gharmi hamari jild ko mutasir karti
hai sardiyoon main pehla asar jild ko hota hai or jild mutasir honay se jild
khushk ho jatey hai is liyaw jetna mumkin hosakay sard or khushk mousam main
jild ko save kiya jaye gharmiyon ke baad
sardiyoon ka mousam zayada jild ko kharab karta hai kyun ke jild ka pasina
nikalna band hojata hai or jild sakht ho jati hai or daag dabay nikal atay
hain is liyae jild ko sahi rakhnay ke liye sardiyoon main exercise ki jaye.
Sehat ka khayal rakha jaye khanay main taaza sabiyan or fruit ka istemal kiya
jaye takay sehat sahi rahay vitamin khushk jild ke liyaw bohat ahmiyaat rakhtay
hain in vitamins E or A ghair mamuli
toor oaar khushk jild ki madad kartay hain khushk jild ki problem behtaar
tareekek se haal ki ja saktey hai sardioon main gharam pani main kuch katray
dhood ya do chamach khsuhk dhood mila kar nahanay se jisam ki jild naram or
taza hojatey hai insani jild main chehray ki jild saab se zada nazuk hoti hai
chehray ki khushki door karnay ke liyaw har kisam ke mixture lotion or oil istemal hotay hain lakin sardi
main khushk jild ke liyaw adha chamach vitamin A ka tail main 3 5 katray lemon ke taas ke daal kar bana lain khushk
jild ke liyaw yeh bohat mafeed sabit hoingay jild ki khushki door karnay ke
liyaw adha moistures ka istemal na kiya jaye balke ek kisi b achay moistures se
jild ko tandrust rakha ja sakta hai.
No comments:
Post a Comment